NEWS TICKER

Misbah and green shirts aimed for the title 11.20PM PST...MQM will contest for election despite of being targeted 8.36PM PST...Musharraf shifted to Islamabad police headquarter 9.54AM PST...

slide show

  • Out Of The Box...

    Think different to be different
  • AUTHORS

    The Imaginative thinkers
  • Themes Of The Week

    Every week you will be welcomed by a new theme...which will be surely different from prevoius one
  • Themes Of The Week 1

    Story
  • Themes Of The Week 2

    Picture
  • Themes Of The Week 3

    Articles
  • Themes Of The Week 4

    Food
  • Themes Of The Week 5

    FreeStyle

Friday, 29 March 2013

Post15 (29-march-2013)

DYSLEXIA IN CHILDREN :)





         Childrens are the flowers of the world and shinning like stars but there are some children around us which shrink by the society because they are not good in studies and show careless behaviour towards reading and some have problem in it. Their parents think that thay are naughty, unsensible thats why they beat their child and ignore them and show rude behaviour infront of peoples, and compare their child to another child  without understand the actual reason. This type of behaviour of parents effect and demages the psychology of their child. It is notice that this type of problem or diesease in childrens is called dyslexia, and its condition related to poor reading also some problem detect among numbers letters and words. True dyslexia affects about 3 to 6 % of population yet , in some parts of country upto 50% of students are not good in reading. So parents have to understand their child except to blame them and try to build confidence and make their communication skills strong and the most important thing is to give more attention to their child and love them. These things help flowers (childrens) for blooming again. 



Thursday, 28 March 2013

Post14 (28-March-2013)

                                       Meri Ahamiyat





Meri ibtidai zindagi ajeeb qisim ki thi kyun k mere paas zaban nai thi lekin jab mujhe akhbar ki shakal di gai toh main bohat qisim ki zabanay bolne laga jaise urdu, angerezi, punjabi waghaira or logon ne bohat ahamiyat dena shuru kr di es liye mujhe aalmi sherat bhi mil gai aur main logon ko maloomat farham karne ka zariya ban gaya.

Mujhe sab se pehle aik bare se printing machine me dal kr akhbar ki shakal di gai ab main aik bekaar kaghaz ka tukra nai raha balke logon ko ghar bethe duniya bhar ki maloomat dene laga or logo ki tafreeh ka zariya bhi bn gaya. Magar main abhi bhi udaas ho q k meri ahamiyat sirf parhne ki haad tak hai us ka baad mujhe ruddi ki tokri me dal dete hain, kuch log bekar kaghaz samjh kar cupboard k shelf per becha dete hain, dhobi es me kapre lapetta hai aur dukandaar es me cheezen rakh kr farokht kartay hain aur pher mujhe akhairkar dustbin me dal diya jata hai


Wednesday, 27 March 2013

POST 13 (27 MARCH 2013)



BAGPIPES INDUSTRY IN SIALKOT




Now-a-days, Pakistan is facing many crises such as energy crises, shortage of gas etc. All the crises are because of bad governance.

But still Pakistan is the biggest manufacturer of bagpipes and many other musical instruments as well as sport goods and surgical instruments in the world.

Bagpipes industry is located in Sialkot, Punjab. Bag pipes are use in Pakistan and also export to all over the world except Scotland because Pakistan’s industry is the second after Scotland’s industry which exports bagpipes.

Bagpipe Manufacturing Company, exporting up to 6,000 ebony and rosewood bagpipes in a year. Many clients buy bagpipes from Pakistan because our country selling at $400 and Scotland at $1,632(1000 pounds).

Pakistan is one of the world's top manufacturers of bagpipes and other musical instruments in a trade worth $6.8 million a year.

Bagpipe Manufacturing Company is receiving export orders mostly from the United Kingdom, the United States, Australia, France, Germany
New Zealand and China.

To maintain our position in the world, our up coming government should take positive steps towards the energy crises and shortage of gas.




Tuesday, 26 March 2013

Post12 (26-march-2013)



"UFF YEH MEHANGAI"














 



 BILASHUBA TASWEER KA DUSRA RUKH BHI HAI,TERESATH BARAS K DORAN AGAR MULK ADHA REHA GAYA TOU HAM NE KUCH KAMRANIYAN BHI HASIL KI HAIN.LEKIN YEH WAQT KAMRANIYON PE FAKHAR KARNY K BAJAYE KAMZORION PE GHOR KARNY KA HAI.MERY NAZDEEK SB SE BARA MASLA YE HAI K BUNYADI QAUMI MASAIL OR UN K HAL K LIYE HAMRY PAS KOI THOS  QAUMI AGENDA NAHI HAI..HUKUMAT NE PAANCH SAAL PURY KRNY KO HASILY ARZOO BANA RAKHA HAI  LEKIN MASAIL KO HAL KRNY KA TAQAZA IN KI TARJEEHAT SE KHARIJ HAI...SASTY BAZARI  NAARON SE QAUM KI TADEEREN NAHE BADLA KARTI..IS K LIYE THOS MANSOOBA BANDI,,AZAM OR QAUMI YAKHJEHTI KI ZARORAT HOTI HAI......

" MEHANGAI   GHAZAL"    
                

SB KI NAZRON SE GIRAYA MJHE MEHANGAI NE      AISA DEEWANA BANAYA MUJHE .                                                                                             MEHNGAI NE
                                                                                            

KUCH TO GHURBAT NE CHEN CHURAYA                  OR KUCH NAACH NACHAYA                                                                                       .. ..  MEHANGAI NE

KBHI LAILI KI MUHABAT NE URAYE THY HOSH       AAJ DEEWANA BNAYA MJHE                 .                                                                                             MEHANGAI NE

DOODH WALY NE GIREBAN MERA PHAR DIYA         YE TAMSHA BHI DIKHAYA MUJHE . .                                                                                             MEHANGAI NE

JAISY BACHY KISI PAGAL KO SATAYEN                     DIN RAAT AISY SATAYA MUJHE .                                                                                             MEHNAGAI NE
                                                                                      

Post11 (26-march-2013)

New active daddies in 21 century

"It is easier for a father to have children than for children to have a real father." (Pope John XXIII)



In America, daddies are giving more time to their children in 21 century, spending one third of their time at home. According to the New York Times article that number of stay-at –home daddies is increased than before. The traditional definition of fatherhood is to focus on men’s ability to support their families financially but now it adds that father should support children emotionally and physically as well. Because through this act children have male role model and it also boosts their confidence.

According to the Pew research center, which is an American think tank located in Washington D.C., fathers have tripled their time to spend with children and families. In the report, they mentioned some figures which are from 2.5 hours per week in 1965 to 7.3 hours today.

Increase in the number of stay-at-home fathers is a positive change in society because it improves the relationships and also decreases the divorce rates. Children get better and peaceful environment to grow and learnt.


Monday, 25 March 2013

Post10 (25-march-2013)


                                                                     

  “GHURBAT O IFLAAS KA KHATMA”


                

 

                              Mashrey ki sar bulandi, dilon ki awaz hai parveen,
                                                       Ghut ghut jeetay hain, ghut ghut martay hain,
                             Din raat aik kar deti hai parveen,
                                                      Gharon ki tangdasti o dilon ki piyas,
                             Roz kuch na kuch ujagar karti hai parveen,
                                                     Masharti sargarmiyan hon ya apasi masail,
                             Her kisi ko pur josh andaaz mein hal karti hai parveen,
                                                     Kabhi daal roti, kabhi gosht sabzi,
                             Teen rupay mein thali bhar deti hai parveen,
                                                     Ameer ki badsulooki, ghareeb k dhang,
                             Bahtareen khilaaf varzi karti hai paveen,
                                                    Jahan apnaiyat, muhabbat aur husan e sulook hai itni,
                            Wahan ghareebon ko hausla o himmat deti hai parveen,
                                                    Ghurbat o iflaas ka khatma hai parveen,
                            Mashrey ki sar bulandi, dilon ki awaz hai parveen.
                            

Post9 (25-March-2013)

SAD But TRUE...


Bhook aur aflaas se mar rahi hai AWAAM...
Hukumrano ki ayyashi suba o shaam...







Saturday, 23 March 2013

Post8 (23-march-2013)




" YOUM-E-PAKISTAN AUR IQTIDAAR KI JANG"    



 

Wo waqt jab tamaam logon k jazbaat aik hi maala mein peeroey huay motion ki manind thay. us wqt na koi sindhi tha, na koi balochi, apas mein na to koi rishta tha na hi koi jan pehchaan.. in logon k pas koi zameen nhi thi aur isi husool e zameen nay inhay aik kar diya tha. ye wo wqt tha jisay qaum ny aik khowab say haqiqat mein tabdeel kr k mashray mein aik nae misaal qaim ki. wo waqt 23 march, 1940 tha jab musalmano k husool e watan k liey aik karardaad pais ki gai jisay qarardaat e pakistan kehtay hain, jis ki yad k liey Minaar e Pakistan qaim hai.

Kal jo sirf Pakistan tha, aj wohi  Pakistan buray andaaz say firkoon mein jakra hua hai. roz honay walay hadsaat jesay baldiya town(karachi), badami bagh(lahore), abbad town(karachi), target killing, band daketi wagera wagera say barhtay huay mashi masail say barhnay wali badamani !!
larnay walay bhi hum hain.. laranay wali bhi hum hain, mashray mein fahashi phailany walay bhi hum hain.. mazaq uranay walay bhi hum hain.. kaun khush hai kaun pareshan, kaun jee rha hai kaun mar rha hai, humay koi sar o kaar nhi, ye hai aj ka Pakistan.

Aj humay 23 march ki tareekh to yaad hai lakin is ki hasiyat nahi to pher hum ki baybuniyaad burayaan karnay ka bhi koi haq nhi rekhtay..
                                     '' khunkhar darindon ke faqat naam alag hein
                                       insan mein haiwan yahan bhi hein wahan bhi ''

Hum jitni zyada taqleefein sehna, qurbaniyaan dena seekhyngay.. utni hi zyada pakeeza, khalis aur mazbood qaum ki haseeyat say ubhrengay.. hum sab aik hain aur ye masnooi hadbandiya hamein alidaah nhi kr sktin. 

Thursday, 21 March 2013

Post7 (21-March-2013)



 


The Professor began his class by holding up a glass with some water in it. He held it up for all to see & asked the students “How much do you think this glass weighs?”

’50 gm!’….. ’100 gm!’ …..’125 gm’ …the students answered.

“I really don’t know unless I weigh it,” said the professor, “but, my question is:
What would happen if I held it up like this for a few minutes?”…. .
‘Nothing’ …..The students said.

‘Ok what would happen if I held it up like this for an hour?’ the professor asked.
‘Your arm would begin to ache’ said one of the student.

“You’re right, now what would happen if I held it for a day?”
“Your arm could go numb; you might have severe muscle stress & paralysis & have to go to hospital for sure!”
….. Ventured another student & all the students laughed

“Very good”.
But during all this, did the weight of the glass change?” Asked the professor.
‘No’…. Was the answer.
“Then what caused the arm ache & the muscle stress?”

The students were puzzled.
“What should I do now to come out of pain?” asked professor again.
“Put the glass down!” said one of the students
 

“Exactly!” said the professor.
Life’s problems are something like this.

Hold it for a few minutes in your head & they seem OK.
Think of them for a long time & they begin to ache.

Hold it even longer & they begin to paralyze you. You will not be able to do anything.
 


It’s important to think of the challenges or problems in your life, But EVEN MORE IMPORTANT is to ‘PUT THEM DOWN’ at the end of every day before you go to sleep…

That way, you are not stressed, you wake up every day fresh &strong & can handle any issue, any challenge that comes your way!

Moral: So, when you start your day today, Remember friend to ‘PUT THE GLASS DOWN TODAY! ‘

Tuesday, 19 March 2013

Post6 (19-march-2013)

AIK ADHOURA KHAWAB (DREAM)

Hum rozana najanay kitnay khawab dekhtay hain kabhi kofzada krnay walay or kabhi achay khawab jo hamay umeed dai jatay hain. mai hamaisha yehi sochti hou kay ye sb khawab  bay maqsad hotay hain ya baa maqsad lekin aj tak kisi natijay par na pohanch saki. Aj mai apko apni zindagi mai rohnoma honay wala aik khawab btati hou jo bazahir aik khawab hai laikin isnay mujhay itna purumeed kia kay ye mujhay haqeeqat maloom hoa . is khawab mai mainay pakistan kay roshan mustaqbil ko dekh dala jis ko dekh kr mairi ankhon se ansoo jari hogaye yani mainay dekha kay pakistan phir se apnay usi maqam par pohanch gaya hai jis kay liay ye mulk bnaya gaya tha. wohi aman-o-amman ka zamana lot aya hai wo befiqri ka zamana jahan na firqa wariat ka shoor , na qatal-o-garat giri, wohi hotalon ki zeenat bahaal hogai hain , or wohi picnic ka zoor shoor jari hai , wohi bachon ka azadi se bahar khelna kodna , wo roshan mahool har taraf khoshi ka sammah . yaqeenan ye wohi halaat thay jin ka mai apnay waldain se zikar suna krti thi .is pursakoon mahool mai mainay apnay aap ko tamaam pareshanio se alag thalak paya .lekin Jb aankh kholi or bahar jakar tv khola tu wohi pareshani bhari khabray pai , wohi bahar se logoon kay larnay  jhagarnay ki awazain ayen, wohi pareshani bhara mahool paya  tu mehsoos hoa kay mai pori raat jis kahani ki manzar kashi karti rahi wo dar haqeeqat jhoot tha aik khawab tha  or maira dil bujh sa gaya or wo din 23 march ka din tha jo pakistan kay liay buhat ahmiat ka hamil hai . laikin mujhay phir bhi umeed hai kay mairay is khawab ki kabhi na kabhi tabeer hojaye is khawab nay mairay dil mai aik umeed se jagadi. hum sab agr apnay apnay lehaaz se koshish krain tu pakistan zaroor tarraki ki rahon par gamzan ho payega.

Sunday, 17 March 2013

Post5 (17-March-2013)



                                    HOW I LEARNT CYCLING




Oh the joy of riding a cycle! I still remember it was the day of summer when I rode a cycle for the very first time. It was a Saturday evening  and my brother was not at home and his cycle was lying unattended at home. I said to my father that I want to ride a cycle then he and I came out of the house with it and came to my area ground. The first day of leaning to ride the cycle was very difficult and painful because I could not control the handle and had many fall and badly injured. But my father taught me the art of riding cycle. By and by I could control the handle, keep myself straight in my seat and avoid hobbles then I found the riding a cycle was very interesting. I enjoyed cycling a lot. I still believe that the art of riding a cycle is a great fun and only some people enjoy it..

Post4 (17-March-2013)

Kal kisne dekha hai...

Aney wale kal ke bare mein soch ke hi buhat khushi horahi thi dil tou full garden garden horaha tha..suba ke intezar mein neend ka tou dur dur tak ata pata hi nae tha...aisa lag raha tha jaise kal suba hum log picnic pe jane wale hain. wow! kitna maza ayega kal..ye sochne mein pata nae kab neend agayi or jab ankh khuli tou suba ke 7 baj rahe theiy...Atlast wo mazedar suba agayi jis ka do teen dino se intezar tha..fatafut tayyar hoyi or baba ke sath nikal parhi jane ke liye...jab muqrara jaga pe pohanchi jahan humne gather hone ka decide kiya tha tou meri friends wahan khari thi or meri tarah wo bhi jane ke liye buhat excited thien...or isi ke sath final destination par pohanchne ke liye hum sub jab sawari mein sawar hoye...bus! bus chalne hi wali thi keh...arey ye kya...o bhai ye kya horaha hai??? ek hutta katta admi bus mein dhan dhanata hua charh gaya...or bola ye bus to nahi chalegi utro sub...kuch seconds ke liye to aisa laga ke hum sub kidnap horahe hain..phir maloom hua ke ye tou TJ matlab Torture jamia ka ahalkaar hai...pehle tou humne bus se utrne se inkar kardia par phir utrna hi parha or kar bhi kya sakte hai...behr-e-haal hum sub ko TJ ke andr le jaya gaya...hum mein or khatrnak mujrimo mein bus mein itna sa fark tha ke un ke munh par kapra hota hai or humare munh khule theiy...ahem ahem...Is ke agey ki ab dastaan mujhse sun...ek ishtihari mujrim mera matlab hai wanted criminal ke tamam emotions us adhe ghante mein hum ne mehsoos kar liye...Uff! kya manzar tha aisa lag raha tha ke hum saza-e-maut ka intezar karahe they keh achanak apne kuch rohani waldein nazar aye to khayal aya ke achaww..ye to koi aur jaga nahi balke apni pyaari dars gah hai...wohi dars gah jo kuch dinno ke  baad pabandi gah bun jaye gi..khair baad ki tou baad mein dekheinge kyun ke kal kisne dekha hai...but for the time being...hum ek nihayat hi bade aur khatrnak mujrino ki tarah sheikh ul jamia ke hujre ke bahar apni izzat afzai ka live telecast dekh rahe (badnaam hoye tou kya hua naam to hua) haye re yehi soch ke dil ko tasalli de rahe they...thodi deir baad humein sheikh ul jamia ke hujre se apne dept beijh diya gaya aor wahan humein ek class mein almost lock kardiya gaya aur kaha keh ghar walon ko bulao tou jane deinge...literally aisa lag raha jaise hum kisi illegal spot se pakre gaye hain...or ab to bach nikalne ka koi rasta nahi hai..khair marta kya na karta akhir kar ghar walon ko bulwaya aur apne begunah hone ka suboot dia or apni jaan chhurai...or haaaaaannn...apne qadam bahr ki taraf nikalte hoye apne abba huzoor se le kar unke par dada mohtram tak ki tauba ki ke ainda kisi seminar mein nahi jayenge...seminar mein toh kya convocation tak mein jane ki jurat nahi kareinge...aur toh aur  TJ ke bahar jo har dil ki pasand hai wahan kabhi ghar walon ke sath bhi is khauf se nahi jayenge keh...KAL KISNE DEKHA HAI...

Saturday, 16 March 2013

16-MARCH-2013

-->
-->

PUR ISRAR PHONE CALL


Yun To Har Insan Ki Zindage Main Aisy Waqiyat Ronuma Hoty Hain Jo Zindage Bhar K Liye Ek Sawal Ban Kr Reh Jaty Hain Isi Trhan Ka Ek Waqiya Jo Main Ap K Sath Share Kr Rahi Hon Ye Waqiya Meri Bhabi K Sath Kch Din Pehly He Pesh Aya.Ye Waqia Main Unhni Ki Zubani Sunati Hon.

Kuch Din Pehly Mere Sath Aik Ajeeb Waqia Pesh Aaya..Mere Paas Do Mobile Phones Thay Aik Main Sim Lagi Hui Thi Aur Aik Baghair Sim K On Tha …Main Bazaar Main Thi Achanak Mera Joota Toot Gya Aur Main Darakht K Neeche Khari Hoker Mochi Se Joota Silwanay Lagi …Isi Waqt Mera Mobile Phone Ring Kia …Main Ne Bag Check Kia To Who Phone Ring Karraha Tha Jis Main Sim Lagi Hi Nahin Thi …Main Bohat Pareshan Hui Aur Main Ne Phone Uthaya …Tu Samne Se Kisi Ne Kuch Nahin Bola Bus Khamoshi Thi ….Main Aur Pareshan Hogyee …Kuch Samajh Nahin Aaya ..Woh Maghrib Ka Waqt Tha …Main Khofzada Hoker Jaldi Se Wahan Se Nikli Aur Foran Se Ghar Aagyee..Ghar Aakar Bhi Kaafi Der Tak Pareshan Rahi …Aur Is Tarah Ki Problem Aj Tak Kabhi Kisi Network Ya Cellphone Se Related Nahin Suni Is Lie Aur Bhi Yeh Sab Ajeeb Laga …  Ap Log Ko Ye Parh Kr Herat Hoi Hoge Or Shayd Aplog Ko Yaqeen Na Aye Par Dar Haqeqat  Ye Ek Sucha Waqia Hai.
.

Friday, 15 March 2013

Post2 (15-march-2013)


That was the first time and I hope that it will be the                                           last………”

                   I always hated to be without the money. I seemed to have a short supply of it. I worked hard at earning and earned more than a lot of people, but somehow I could not save even a cent from my income. I tried several times to save ten percent of my income but fail to do so. Then things took a turn for the worse. One month I found that I could not makes ends meet. I was short of exactly a hundred dollars .I had to pay the license for the radio and the television set. Actually if I had put aside ten dollars for each month it would not have been problem. I kept postponing this fro a few months and then suddenly it was November and the time for renew the license. I calculated my pay again and kept coming to the same conclusion; I had to get those hundred dollars from somewhere. But from where I would arrange the money?
               The money lender was a scruffy man and he smiled his gold toothed smile at me. I could see he was happy to see me. Since he was willing to lend me the money, I decided to take a loan of$200 instead of the $100 that I needed. I was to pay back the loan in fur installments of $90 each. I felt sure that I could manage. I took the money and solved my problem. I kept it a secret from my wife and told her that I had just borrowed $100 from Thomas and I told Thomas to back me up if Daisy called him. He did not mind telling a lie to help a friend.